usne kaha tu kaun hai, maine kaha ulfat teri usne kaha tu kaun hai, maine kaha ulfat teri usne kaha takta hai kya, maine kaha surat teri usne kaha chahta hai kyausne kaha chahta hai kya, maine kaha chahat teri maine kaha samajha nahi, usne kaha qismat teri ek hame aankh ki ladaai maar gayi dusri to yaar ki judaai maar gayi tisri hamesha ki tanhaai maar gayi chauthi ye khuda ki khudaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi ek hame aankh ki ladaai maar gayi dusri to yaar ki judaai maar gayi tisri hamesha ki tanhaai maar gayi chauthi ye khuda ki khudaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi tabiyat thik thi aur dil bhitabiyat thik thi ha tabiyat thik thi tabiyat thik thi ha ha tabiyat thik thi aur dil bhi ha ha dil bhi aji dil bhi beqraar na tha tabiyat thik thi aur dil bhi beqraar na tha ye tab ki baat hai ha ha baat haiye tab ki, ye tab ki ha ha tabiyat thik thi aur dil bhi beqraar na tha ye tab ki baat hai jab kisi se pyaar na thajab se prit sapno me samaai maar gayi man ke mithe dard ki gahraai maar gayi naino se naino ki ye sagaai maar gayi soch soch me jo soch aayi maar gayibaaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi kaise vaqt me hay hay kaise vaqt me, kaise vaqt me hay kaise vaqt me aa ke dil ko dil ki lagi bimaari, kaise vaqt me kaise vaqt me aa ke dil ko dil ki lagi bimaari mahangaai ki daur me ho gayi mahagi yaar ki yaari, kaise vaqt me dil ki lagi dil ko jab lagaai maar gayi dil ne ki jo pyaar to duhaai maar gayi dil ki baat duniya ko bataai maar gayi dil ki baat dil me jo chhupaai maar gayibaaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi pahle mutthi vich paise lekar pahle mutthi me paise lekar thaila bhar shakkar laate the ab thaile me paise jaate hai, mutthi me shakkar aati hai hay mahangaai mahangaai mahangaai, duhaai hai duhaaitu kahan se aayi, tujhe kyo maut na aayi, hay mahangaai mahangaai mahangaaishakkar me ye aate ki milaai maar gayi paudar vaale dudh di malaai maar gayi raashan vaali line di lambaai maar gayi janta jo chikhi chillaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi garib ko to bachcho ki padhaai maar gayi,padhaai maar gayi beti ki shaadi aur sagaai maar gayi, sagaai maar gayi kisi ko to roti ki kamaai maar gayikapde ki kisi ko silaai maar gayi kisi ko to roti ki kamaai maar gayikapde ki kisi ko silaai maar gayi kisi ko makaan ki banvaai maar gayi jivan de bas tin nisaan - roti kapda aur makaan roti kapda aur makaan, roti kapda aur makaan dhundh dhundh ke har insaandhundh dhundh ke har insaan, kho baithahai apni jaan jo sach sach bola to sachchaayi maar gayisachchaayi maar gayi, sachchaayi maar gayi, aur baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi
ஓல்ட் இஸ் கோல்ட் ஸாங்க். ரொம்ப நல்லா இருக்கு..
ReplyDeleteரோட்டி கப்டா ஔர் மகான் படம் விலைவாசி ஏற்றம் பற்றிய பாட்டு.
ReplyDeleteusne kaha tu kaun hai, maine kaha ulfat teri usne kaha tu kaun hai, maine kaha ulfat teri usne kaha takta hai kya, maine kaha surat teri usne kaha chahta hai kyausne kaha chahta hai kya, maine kaha chahat teri maine kaha samajha nahi, usne kaha qismat teri ek hame aankh ki ladaai maar gayi dusri to yaar ki judaai maar gayi tisri hamesha ki tanhaai maar gayi chauthi ye khuda ki khudaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi ek hame aankh ki ladaai maar gayi dusri to yaar ki judaai maar gayi tisri hamesha ki tanhaai maar gayi chauthi ye khuda ki khudaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi tabiyat thik thi aur dil bhitabiyat thik thi ha tabiyat thik thi tabiyat thik thi ha ha tabiyat thik thi aur dil bhi ha ha dil bhi aji dil bhi beqraar na tha tabiyat thik thi aur dil bhi beqraar na tha ye tab ki baat hai ha ha baat haiye tab ki, ye tab ki ha ha tabiyat thik thi aur dil bhi beqraar na tha ye tab ki baat hai jab kisi se pyaar na thajab se prit sapno me samaai maar gayi man ke mithe dard ki gahraai maar gayi naino se naino ki ye sagaai maar gayi soch soch me jo soch aayi maar gayibaaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi kaise vaqt me hay hay kaise vaqt me, kaise vaqt me hay kaise vaqt me aa ke dil ko dil ki lagi bimaari, kaise vaqt me kaise vaqt me aa ke dil ko dil ki lagi bimaari mahangaai ki daur me ho gayi mahagi yaar ki yaari, kaise vaqt me dil ki lagi dil ko jab lagaai maar gayi dil ne ki jo pyaar to duhaai maar gayi dil ki baat duniya ko bataai maar gayi dil ki baat dil me jo chhupaai maar gayibaaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi pahle mutthi vich paise lekar pahle mutthi me paise lekar thaila bhar shakkar laate the ab thaile me paise jaate hai, mutthi me shakkar aati hai hay mahangaai mahangaai mahangaai, duhaai hai duhaaitu kahan se aayi, tujhe kyo maut na aayi, hay mahangaai mahangaai mahangaaishakkar me ye aate ki milaai maar gayi paudar vaale dudh di malaai maar gayi raashan vaali line di lambaai maar gayi janta jo chikhi chillaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi garib ko to bachcho ki padhaai maar gayi,padhaai maar gayi beti ki shaadi aur sagaai maar gayi, sagaai maar gayi kisi ko to roti ki kamaai maar gayikapde ki kisi ko silaai maar gayi kisi ko to roti ki kamaai maar gayikapde ki kisi ko silaai maar gayi kisi ko makaan ki banvaai maar gayi jivan de bas tin nisaan - roti kapda aur makaan roti kapda aur makaan, roti kapda aur makaan dhundh dhundh ke har insaandhundh dhundh ke har insaan, kho baithahai apni jaan jo sach sach bola to sachchaayi maar gayisachchaayi maar gayi, sachchaayi maar gayi, aur baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi baaki kuchh bacha to mahangaai maar gayi, mahangaai maar gayi
DeleteUsane Kahaa Tu Kaun Hai, Mahngaai Maar GaiNarendra Chanchal,Jani Babu Qawwal,Lata Mangeshkar,MukeshLaxmikant PyarelalVarma MalikRoti Kapada Aur Makaan(1974)Prem Nath,Moushumi Chatterjee,Manoj KumarPhilosophical
Deleteஎவ்ளோ பெரிய பாட்டுல்ல...
ReplyDelete